abhī kuchh aur karishme ġhazal ke dekhte haiñ

abhī kuchh aur karishme ġhazal ke dekhte haiñ‘farāz’ ab zarā lahja badal ke dekhte haiñjudā.iyāñ to muqaddar haiñ phir bhī jān-e-safarkuchh aur duur zarā saath chal ke dekhte haiñrah-e-vafā meñ harīf-e-ḳhirām koī to hoso apne aap se aage nikal ke dekhte haiñtū sāmne hai to phir kyuuñ yaqīñ nahīñ aatāye baar baar jo āñkhoñ ko […]

ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ ham

ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ hamye bhī bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.eñ hamsahrā-e-zindagī meñ koī dūsrā na thāsunte rahe haiñ aap hī apnī sadā.eñ hamis zindagī meñ itnī farāġhat kise nasībitnā na yaad aa ki tujhe bhuul jaa.eñ hamtū itnī dil-zada to na thī ai shab-e-firāqaa tere rāste meñ sitāre luTā.eñ […]

āshiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo

āshiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karobāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karojasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafāpar kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karois tamāshe meñ ulaT jaatī haiñ aksar kashtiyāñDūbne vāloñ ko zer-e-āb mat dekhā karomai-kade meñ kyā takalluf mai-kashī meñ kyā hijābbazm-e-sāqī meñ adab ādāb mat dekhā karoham se durveshoñ ke […]

aañkh se duur na ho dil se utar

ahmad - faraz

aañkh se duur na ho dil se utar jā.egāvaqt kā kyā hai guzartā hai guzar jā.egāitnā mānūs na ho ḳhalvat-e-ġham se apnītū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā to Dar jā.egāDūbte Dūbte kashtī ko uchhālā de duuñmaiñ nahīñ koī to sāhil pe utar jā.egāzindagī terī atā hai to ye jaane vaalāterī baḳhshish tirī dahlīz pe dhar […]

Hello world!

Welcome to WordPress. This is your first post. Edit or delete it, then start writing!