āshiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo

āshiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karobāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karojasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafāpar kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karois tamāshe meñ ulaT jaatī haiñ aksar kashtiyāñDūbne vāloñ ko zer-e-āb mat dekhā karomai-kade meñ kyā takalluf mai-kashī meñ kyā hijābbazm-e-sāqī meñ adab ādāb mat dekhā karoham se durveshoñ ke […]

aañkh se duur na ho dil se utar

ahmad - faraz

aañkh se duur na ho dil se utar jā.egāvaqt kā kyā hai guzartā hai guzar jā.egāitnā mānūs na ho ḳhalvat-e-ġham se apnītū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā to Dar jā.egāDūbte Dūbte kashtī ko uchhālā de duuñmaiñ nahīñ koī to sāhil pe utar jā.egāzindagī terī atā hai to ye jaane vaalāterī baḳhshish tirī dahlīz pe dhar […]